pyaar ban ke ... aaj meraa dil kisii pe aa gayaa
- Movie: Vidya
- Singer(s): Lalita Dewoolkar
- Music Director: S D Burman
- Lyricist:
- Actors/Actresses: Suraiyya, Dev Anand
- Year/Decade: 1948, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
oo~ pyaar banake
pyaar banake mujh pe koii chaa gayaa,chaa gayaa re
aaj meraa dil kisii pe aa gayaa
aaj meraa dil,aaj meraa dil kisii pe aag ayaa
o nai.no.n kii nii.nd merii le gayaa re le gayaa
miiTha miiTha dard dil me.n de gayaa re de gayaa
oo~ luT ga_ii
luT ga_ii re mai.n,kisii kaa kyaa gayaa,kyaa gayaa re
aaj meraa dil ...
(baahe.n ? khule aaj kha.Dii,priit divaanii
aaj mere bas me.n nahii.n, merii javaanii
haay merii javanii)-2
oo~ dil mere
dil mere pahaluu se gayaa,gayaa gayaa haay gayaa re
aaj meraa dil ...
(aa.Nkho.n se aa.Nkh milii
kaliyo.n ki paas khilii
jiivan me.n aa_ii bahaar)-2
oo~ dil kii kalii
dil kii kalii,aaj bha.nvaraa paa gayaa paa gayaa re
aaj meraa dil ...
oo~ pyaar banake
Comments/Credits:
% Transliterator: Srinivas Ganti % Date:12 April 2001 % Comments:SDB series