Browse songs by

paa.nvarii diinhii.n, prabhuu nahii.n aaye, naino.n ke abhiraam

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

paa.nvarii diinhii.n, prabhuu nahii.n aaye, naino.n ke abhiraam -2
dhany banuu.N jab darashan de.nge, raam sakal guNadhaam -2

yahii paa.nvarii tab tak hai.n mam antar kaayaa raam -2
haa raam antar kaayaa raam
raam naam ke do akshar hai.n yaa hai siitaa-raam -2
raam-raam raajaa-raam
siitaa-raam raam-raam
raajaa-raam raam-raam
siitaa-raam raam-raam

Comments/Credits:

			 % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image