naacho, naacho sitaaro naacho
- Movie: Zeenat
- Singer(s): Noorjahan
- Music Director: Hafiz Khan
- Lyricist:
- Actors/Actresses: Bibbo, Noorjahan, Shantarin, Yaqub, Nasim Jr
- Year/Decade: 1945, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
naacho, naacho sitaaro naacho -2
ab chaa.Nd nikalane waalaa hai -2
naacho, naacho sitaaro naacho
dekh liyaa hai
la la la la
siikh liyaa hai jaan liyaa hai
apanaa unako maan liyaa hai -2
aa.Nkh se dil me.n aane waalaa -2
chaa.Nd
ab chaa.Nd nikalane waalaa hai
naacho, naacho sitaaro naacho
chaa.Ndanii raato.n me.n
haa.N
chaa.Ndanii raato.n me.n hil kar
phuulo.n kii Kushbuu me.n mil kar -2
kaliyo.n ko sharamaane waalaa
haa.N
kaliyo.n ko sharamaane waalaa
haa.N
dil se nahii.n ab jaane waalaa -2
chaa.Nd
ab chaa.Nd nikalane waalaa hai
naacho, naacho sitaaro naacho
legii mohabbat a.nga.Daa_ii -2
taaro
taaro tumame.n kho jaayegii -2
chaa.Nd saa cheharaa
chaa.Nd saa cheharaa dekh ke unakaa
raat bhii din ho jaayegii -2
dil de ke dil se badale.nge -2
aramaan, aramaan dilo.n ke nikale.nge -2
hai aisaa zamaanaa aane waalaa
aake nahii.n jo jaane waalaa -2
chaa.Nd
ab chaa.Nd nikalane waalaa hai
naacho, naacho sitaaro naacho
Comments/Credits:
% Series: NOOR-E-TARANNUM