Browse songs by

mai.nne aaj piyaa piyaa aa ho.NTho.n kaa pyaalaa - - Pankaj Mullick

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

mai.n ne
( mai.n ne aaj piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa ) -2
amarit ko bhii jo sharamaa de -2
aaG lagaa kar aaG bujhaa de
aise
aise mad ke ek ghuu.NT se
bujhaa chukaa mai.n
dil kaa jwaalaa

piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa
mai.n ne aaj piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa

raG-raG me.n -3
raG-raG me.n jisane dau.Daa dii
ek bijalii kii lahar
ghuumatii duniyaa merii nazar me.n
pal bhar ga_ii Thahar
( mai.n ne dil ko banate dekhaa
be piikar matawaalaa ) -2
mai.n yaad karuu.Ngaa jab bhii
is shaam ke niilepan ko
ho.NTho.n me.n jalan sii jalan
aur pyaar lagegii man ko
tab aa.Nkho.n me.n
tab aa.Nkho.n me.n chhaa jaayegaa
is din kaa prem-pyaalaa

piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa -2

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image