Browse songs by

kahii.n karatii hogii, vo meraa, i.ntazaar

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

kahii.n karatii hogii, vo meraa, i.ntazaar
jisakii tamannaa me.n, phirataa huu.N beqaraar

dUr zulfo.n ki chhaao.n se,
kahataa huu.N mai.n havaao.n se
usii but ki adaao.n ke, afasaane hazaar
vo jo baaho.n me.n machal jAtI,
hasarat hii nikal jAtI,
merI duniyA badal jAtI, mil jaataa qaraar
kahii.n karatii hogii ...

kahii.n baiThii hogii raaho.n me.n
gum apanii hii baaho.n me.n
liye khoyii sii nigaaho.n me.n, khoyaa khoyaa sa pyaar
saayaa rukii hogii aa.Nchal kii
chup hogii dhun paayal kii
hogii palako.n me.n kaajal kii, khoyii khoyii bahaar
kahii.n karatii hogii ...

aramaan hai koI paas aaye,
in hAtho.n me.n vo haath aaye,
phir Kvaabo.n kii ghaTaa chhaaye, barasaaye khumaar
unhii.n biitii din rAto.n pe,
matavaalii mulaqaato.n pe,
ulfat bharii baato.n pe, ham hote nisaar

kahii.n karatii hogii, vo meraa, i.ntazaar
jisakii tamannaa me.n, phirataa huu.N beqarAr

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: K Vijay Kumar
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image