kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai
- Movie: Bhakta Ramadasu (Telugu-Film)
- Singer(s): Mohammad Rafi, Chorus
- Music Director:
- Lyricist:
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: 1960s, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kaahe kaa ronaa
kaahe kaa ronaa-dhonaa hai
ho ke rahegaa jo honaa hai
ho ke rahegaa jo honaa hai -2
kaahe kaa ronaa-dhonaa hai -2
jab tak hamako jiinaa hai -2
dukh sahanaa aa.Nsuu piinaa hai
kaahe kaa ronaa-dhonaa hai
dukh me.n hii aaraam milegaa -2
dukh me.n hii bhagawaan milegaa
raam-bhagat ban jaane hii se
shaktii kaa saamaan milegaa
kaahe kaa ronaa-dhonaa hai
naam raam kaa bol re baabaa -4
ko : raam-raam siitaa-raam -2
naam raam kaa bol re baabaa -4
ko : raam-raam siitaa-raam -9