Browse songs by

jo siine me.n na dil hotaa ... ham to jaanii pyaar karegaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

chi : jo siine me.n na dil hotaa
to phir ham tum pe kyuu.N marate
aa.N bolo naa
are jo siine me.n na dil hotaa
to phir ham tum pe kyuu.N marate
aa
mohabbat jaisaa ghaTiyaa kaam
karate bhii to kyuu.N karate
haay re haay re
Daa.cz gaa.Dii ke i.njan kii qasam

ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar
are are are are
are diiwaane abe maregaa
nahii.n Daregaa, nahii.n Daregaa
ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa
ham to jaanii

aa : ( abhii hai jawaa.N duniyaa kaa kuchh nahii.n hai mazaa chakkhaa
chi : pyaar nahii.n to duniyaa me.n phir bolo kyaa hai rakkhaa ) -2
rok sako to roko hamako
rok sako to roko hamako ham to nainaa chaar karegaa
aa : nahii.n Daregaa
chi : nahii.n Daregaa
( ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa
ham to jaanii ) -2

( dil se dil kaa saudaa karane ye hai aayaa ba.ndaa
maan bhii jaa_o pyaar se achchhaa nahii.n hai ko_ii dha.ndhaa ) -2
aa : jaan kii terii khair nahii.n hai
chi : abe bhaag jaldii
aa : jaan kii terii khair nahii.n hai agar tuu takaraar karegaa

chi : nahii.n Daregaa, nahii.n Daregaa
( ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa
ham to jaanii ) -2

aa : ( pahale to dil phe.nk kabhii naa dekhaa aisaa vaisaa
chi : kabhii hu_aa hai aur naa hogaa dekho mere jaisaa ) -2
maano yaa naa maano ham to
maano yaa naa maano ham to tumako gale kaa haar karegaa

aa : nahii.n Daregaa
chi : nahii.n Daregaa
( ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa
ham to jaanii ) -2
haay haay haay haay re

Comments/Credits:

			 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image