Browse songs by

hue hai.n tum pe aashiq ham, bhalaa maano buraa maano

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

hue hai.n tum pe aashiq ham, bhalaa maano buraa maano
ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano
## Guitar .... ##

ye ruuThii sii nazar ye maathe kii shikan - 2
libaas-e-ra.ng me.n ye bal khaataa badan
hai pyaasaa pyaar kaa ye saaraa baa.Nkapan - 2
ho ho ho pyaar kyaa hai jaan-e-tamannaa ab to pahachaano
hue hai.n tum pe ...
## Guitar .... ##

ajI ik ham to kyaa, ho tum aise hasiin - 2
farishtaa bhii tumhe, agar dekhe kahI.n
to jannat bhuul ke bahak jaaye yahii.n - 2
ho ho ho pyaar kyaa hai ...
hue hai.n tum pe ...
## Guitar .... ##

tumhI ko chun liyaa, nazar kii baat hai - 2
liyaa Gam aapakaa, jigar kii baat hai
ho tum phir bhii khafaa, asar kii baat hai - 2
ho ho ho pyaar kyaa hai ...
hue hai.n tum pe ...
## Guitar .... ##

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [31]  14 May 1995
%        Oh the guitar! I always simulate the guitar playing on this
%        song. The interlude I mean. I just don't care if it was an
%        Elvis song someday :-)))
%        bandiyaaN bhee kyaa lucky hotee haiN, jo bande mar mar ke loT
%        jaate haiN kadamoN meN. Ladies! What DO you feel, when a guy
%        maro-maro on you? Arey naheen bhai, maiN aapke shahar kaa
%        laD.akaa naheeN hooN, bas :-))))))
%        shaayad Prince and Irfan/Ikram ko bhee sukoon milegaa jo
%        poochhate the (Azra ke Dholak ke Geet ke baad) ke ye sab kahaaN
%        hota hai :-))))))))
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image