Browse songs by

hogaa tumase pyaaraa kaun

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

(are hogaa tumase pyaaraa kaun
hamako to tumase hai hai ka.Nchan
hai ka.Nchan pyaar) -2

(uu.Nche gharavaalii ho yA galiyo.n kii raanii
koii bhii ho tum rahatii ho kahii.n ) -2
tumase ba.Dhake yaaraa kaun hamako to tumase hai he kaa.Nchhii
ko: hai kaa.Nchhii
hai kaa.Nchhii
ko: hai kaa.Nchhii
ho pyaar

(ho dekho in aa.Nkho.n me.n ye sUrat hai kisakii
ho dekho ik nazar to kam se kam) - 2
aakhir hai hamaaraa kaun hamako to tumase hai hai hai kaa.Nchhii
ko: hai kaa.Nchhii
hai kaa.Nchhii
ko: hai kaa.Nchhii
ho pyaar

(kahate ho ki jaao lekin batalaao
ho jaae.n bhii to jaae.n ham kahaa.N) - 2
aisaa dil kaa maaraa kaun hamako to tumase hai hai kaa.Nchhii
ko: hai kaa.Nchhii
hai kaa.Nchhii
ko: hai kaa.Nchhii
ho pyaar

are hogaa tumase ...

Comments/Credits:

			 % Credits: Reeta  Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image