Browse songs by

ham na_e hai.n ... diivaano.n mastaano.n ... aa_iye hamase mulaakaat kiijiye

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ham na_e hai.n shahar me.n hamako gale lagaa lo
baraso.n kii pyaas dilabar pal bhar me.n tum bujhaa lo
diivaano.n mastaano.n zaraa hamako pahachaano
kahii.n Dhuu.NDhane se bhii naa milegii aisii hasii.n javaanii
aa_iye hamase mulaakaat kiijiye
dil me.n jo aa_e vahii baat kiiji_e
aa_iye hamase ...

siine me.n de ke halkaa saa dard dil bekaraar kar ke
mahabuub yaar jaa_o na aise vaade hazaar kar ke
maukaa nikal na jaa_e sanam kahii.n i.ntazaar kar ke
ik baar dekh to lo zaraa saa tum hamase pyaar kar ke
he he jab bhii jahaa.N bhii chaaho hamako vahii.n bulaa lo
Gam zi.ndagii ke saare milake sanam bhulaa lo
diivaano.n mastaano.n ...

aa.Nkho.n kii pyaas chehare kaa nuur ho.nTho.n kaa ra.ng de de
zulfe.n ye kaalii gaalo.n kii laalii ye goraa ra.ng de de
mahake gulaab jaisaa shabaab pahalii bahaar de de
ra.ngiin raat pal bhar kaa saath saaraa khumaar de de
he he phuulo.n se bhii hai naazuk baaho.n me.n tum uThaa lo
khushbuu hamaare tan kii saa.Nso.n me.n tum basaa lo
diivaano.n mastaano.n ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image