hai kalii kalii kii lab par, tere husn kaa fasaanaa
- Movie: Lala Rukh
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: Khaiyyam
- Lyricist: Kaifi Azmi
- Actors/Actresses: Shyama, Talat Mehmood
- Year/Decade: 1958, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa
mere gulsitaa.N kaa sab kuchh, teraa sirf muskuraanaa
ye khule khule se gesuu, uThe jaise badaliyaa.n sI,
ye jhukii jhukI nigaahe.n, gire jaise bijaliyaa.n sI
tere naachate kadam me.n hai bahaar kA khazaanaa
hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa ...
terA jhUmanaa machalanaa, jaise sar (?) badal badal ke
merA dil dha.Dak rahaa hai, tU lachak sambhal sambhalake
kahii.n ruk nA jaaye zaalim is mo.D par zamaanaa
hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)