barakhaa kii raat aa_ii manavaa
- Movie: Adhikar
- Singer(s): Pankaj Mullick
- Music Director: Timir Baran
- Lyricist: Munshi Arzoo
- Actors/Actresses: P C Barua, Jamuna Barua, Pankaj Mullick
- Year/Decade: 1938, 1930s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
barakhaa kii raat aa_ii manavaa
kar le man kaa baat
garajat sa.nkaT kaa badaravaa
duHkh kii pa.Dat phuhaar
manavaa kar le man kaa baat ...
kaarii rainaa naagin achakaa_e
jiyaaraa dekh Daraa_e
meghaa garaje jiyaaraa laraje
kholo man kaa dvaar
manavaa kar le man laa baat ...
nainan se nainaa muskaaye
chhaaye jagat ujiyaaraa
man me.n jhar jhar amR^it barase
jaisa saavan kii phuhaar
manavaa kar le man kaa baat ...
aa_o barakhaa rut me.n bole
byaakul man ke bain
chho.D jagat kii ulTii riiti
jhuuThaa hai sa.nsaar
manavaa kar le ma kaa baat ...
Comments/Credits:
% Date: Nov 30, 2000