ajanabii se ban ke karo na ishaaraa
- Movie: Ek Raaz
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
- Music Director: Chitragupt
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Kishore Kumar, Jamuna
- Year/Decade: 1963, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ki : ajanabii se ban ke karo na kinaaraa
khudaaraa idhar bhii dekho
idhar bhii khudaaraa
la : aap kaa to dil hai diivaanaa bechaaraa
ishaaraa na samajhegaa ye
nazar kaa ishaaraa
la : ham na pa.De.nge nazaro.n kii chaah me.n
ki : phir chal rahii ho kyo.n merii raah me.n
la : bekhudii me.n ham ko mausam ne thaa pukaaraa
ki : ajanabii se ban ke ...
ki : betaab dil hai aisii bhii chaal kyaa
la : dil hai tumhaaraa ham jaane haal kyaa
ki : dekhiye nazar me.n afasaanaa hai hamaaraa
aanabii se ban ke ...
Comments/Credits:
% Transliterator: K Vijay Kumar