Browse songs by

aa ga_ii bahaar, aa ga_ii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

(aa ga_ii bahaar, aa ga_ii
man kii kalii musakaaii
nas nas me.n jaagaa pyaar, jaagaa pyaar)-2

aa.Nkho.n ne kyaa, man se kahaa
a.ng a.ng jhuum rahaa
hone lagaa hai khumaar, jaagaa pyaar
man kii kalii musakaaii
nas nas me.n jaagaa pyaar

virahaa ke din biit gaye
gaale gaale giit naye
bajane lage hai.n taar, jaagaa pyaar
aa ga_ii bahaar, aa ga_ii
man kii kalii musakaaii
nas nas me.n jaagaa pyaar, jaagaa pyaar

aa.Nkho.n ne kyaa, man se kahaa
a.ng a.ng jhuum rahaa
chaane lagaa hai khumaar, jaagaa pyaar
man kii kalii musakaaii
nas nas me.n jaagaa pyaar

Comments/Credits:

			 % Transliterator:Srinivas Ganti
% Date: March 11,2004
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image